koi kisi ka nahi hota hai...
duniya ek ajeeb si paheli hai
kabhi hai ye dushman to kabhi saheli hai....
insan ismein kabhi hansta to kabhi rota hai..
koi kisi ka nahi hota hai...
ye rishte naate chand lamhon tak saath nibhate hai..
fir museebat aane par apne hi bdal jaate hain...
insaan kabhi sab kuch paata to kabhi sab kuch khota hai..
koi kisi ka nahi hota hai...
tufaan aane par kinaare badal jaate hain.....
saath to nibhate hai log par sahare badal jaate hai.....
tut te hain sapne jinhein insaan sanjota hai..
koi kisi ka nahi hota hai..
hoga agar dukh tumhe to apne saath nibhayeinge....
par gham mein jeena hai tumheiN yeh soch kar ek din wo bhi chod jaayenge...
chadhte suraj ko salam karte hai sab...
dubte suraj ko to bas kuch ghar jaa rhe parindo kaa saath naseeb hota hai...
koi kisi ka nahi hota hai...
main ye nahi keh rha ki kami hai logon ke saath nibhane mein..
par utna nahi nibhate wo jitna lagta hai unke jtane mein....
are jitna bhi tumhe koi humdardi jtaye....
raat ko aakhir tumhein bhulakar wo bhi chain ki neend sota hai..
koi kisi ka nahi hota hai....
Atul Guleria......

Bahut khub!!!
ReplyDeletenice lines. some true lines are in this poem
ReplyDeletesahi h
ReplyDelete.koi kisika nhi h....
ReplyDeletesch.h